todays patriotic song. one of the five that i had in american on the 14th of august 2001. i didnt know i had this one as well. the other had been downloaded on the night before the 14th. i was very happy to find this one as we used to sing it a lot as children and it hit me with a lot of nostalgia for the land that i was missing dearly after a 6 week stay in america.

jalal goes amock with hysterical patriotic fervour.

tera pakistan hey yeh mera pakistan hay
tera pakistan hey yeh mera pakistan hay
is pay dil qurban is pay jaan bhi qurban hay

jis ki buniyadon mein hay tera lahoo mera lahoo
jis say teri aabro hay jis say meri aabro

jis say tera naam is say meri pehchaan hay
jis say tera naam is say meri pehchaan hay

is pay dil qurban is pay jaan bhi qurban hay
is pay dil qurban is pay jaan bhi qurban hay
tera pakistan hey yeh mera pakistan hay
tera pakistan hey yeh mera pakistan hay
is pay dil qurban is pay jaan bhi qurban hay
is pay dil qurban is pay jaan bhi qurban hay

yeh meray quaid ki jeeti jaagti tasveer hay
shaer e mashriq kay khabon ki haseen tabeer hay

yeh watan pyara watan sarmaya e iman hay
yeh watan pyara watan sarmaya e iman hay

is pay dil qurban is pay jaan bhi qurban hay
is pay dil qurban is pay jaan bhi qurban hay
tera pakistan hey yeh mera pakistan hay
tera pakistan hey yeh mera pakistan hay
is pay dil qurban is pay jaan bhi qurban hay
is pay dil qurban is pay jaan bhi qurban hay

Pakistan Paindabad !

0 Comments:

Post a Comment

<< Home

|