this is a series of patriotic songs that i will be using as a daily countdown to 14th august. the independence day of pakistan. i have chosen songs that have excellent lyrics and music and composition. that are well kown by all pakistanis. and these songs had the power to make me cry when i was in the us on the 14th of august 2001 and i missed pakistan on our day.

Pakistan Paindabad !

sohni dharti
sohni dharti
allah rakhay
qadam qadam aabad
qadam qadam aabad tujhe
qadam qadam aabad tujhe

sohni dharti
allah rakhay
qadam qadam aabad
qadam qadam aabad tujhe
qadam qadam aabad tujhe

sohni dharti
allah rakhay

tera har ik zarra hum ko
apni jaan say pyara
tera har ik zarra hum ko
apni jaan say pyara
tere dam say shaan humari
tujh say naam humara

jab tak hay yeh duniya baaqi
hum dekhein aazad
hum dekhein aazad tujhe
hum dekhein aazad tujhe

sohni dharti
allah rakhay
qadam qadam aabad
qadam qadam aabad tujhe
qadam qadam aabad tujhe

sohni dharti
allah rakhay

tere pyari saj dhaj ki hum
kitni shaan barhaain
tere pyari saj dhaj ki hum
kitni shaan barhaain
aanay wali naslain teree
azmat kay gun gaain

jab tak hay yeh duniya baaqi
hum dekhein aazad
hum dekhein aazad tujhe
hum dekhein aazad tujhe

sohni dharti
sohni dharti
allah rakhay
qadam qadam aabad
qadam qadam aabad tujhe
qadam qadam aabad tujhe

sohni dharti
allah rakhay

sohni dharti
allah rakhay

sohni dharti
allah rakhay

0 Comments:

Post a Comment

<< Home

|